Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya, Urdu Ghazal By Kamil Bahzadi

Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamil Bahzadi. Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آکاش کی حسین فضاؤں میں کھو گیا

کاملؔ بہزادی

آکاش کی حسین فضاؤں میں کھو گیا

میں اس قدر اڑا کہ خلاؤں میں کھو گیا

کترا رہے ہیں آج کے سقراط زہر سے

انسان مصلحت کی اداؤں میں کھو گیا

شاید مرا ضمیر کسی روز جاگ اٹھے

یہ سوچ کے میں اپنی صداؤں میں کھو گیا

لہرا رہا ہے سانپ سا سایہ زمین پر

سورج نکل کے دور گھٹاؤں میں کھو گیا

موتی سمیٹ لائے سمندر سے اہل دل

وہ شخص بے عمل تھا دعاؤں میں کھو گیا

ٹھہرے ہوئے تھے جس کے تلے ہم شکستہ پا

وہ سائباں بھی تیز ہواؤں میں کھو گیا

کاملؔ بہزادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya

Kamil Bahzadi

aakash ki hasin fazaon mein kho gaya
main is qadar uDa ki KHalaon mein kho gaya

katra rahe hain aaj ke suqraat zahr se
insan maslahat ki adaon mein kho gaya

shayad mera zamir kisi roz jag uThe
ye soch ke main apni sadaon mein kho gaya

lahra raha hai sanp sa saya zamin par
suraj nikal ke dur ghaTaon mein kho gaya

moti sameT lae samundar se ahl-e-dil
wo shaKHs be-amal tha duaon mein kho gaya

Thahre hue the jis ke tale hum shikasta-pa
wo saeban bhi tez hawaon mein kho gaya

(863) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya written by Kamil Bahzadi at UrduPoint. Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya is one of the masterpieces written by Kamil Bahzadi. You can also find the complete poetry collection of Kamil Bahzadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamil Bahzadi' above.

Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aakash Ki Hasin Fazaon Mein Kho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.