Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main, Urdu Ghazal By Kamran Nafees

Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamran Nafees. Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابتدا میں جہاں نما ہوا میں

کامران نفیس

ابتدا میں جہاں نما ہوا میں

بعد میں قافلہ زدہ ہوا میں

اک تحیر سے آشنا ہوا جب

خود تک آنے کا راستہ ہوا میں

رات کل آسمان تھا خالی

اپنے کمرے میں تھا بجھا ہوا میں

در بھی دروازہ ہو گیا آخر

کہاں ٹھہروں سفر کیا ہوا میں

ایک آہٹ اور ایک سناٹا

درمیاں جن کے چیختا ہوا میں

کان ہاتھوں سے ڈھانپتا ہوا تو

اپنی آواز گھونٹتا ہوا میں

شام کا ڈوبتا ہوا سورج

اور سورج کو گھورتا ہوا میں

جتنے الفاظ تھے کھلے مجھ میں

شاعری سے ہرا بھرا ہوا میں

کامران نفیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main

Kamran Nafees

ibtida mein jahan-numa hua main
baad mein qafila-zada hua main

ek tahayyur se aashna hua jab
KHud tak aane ka rasta hua main

raat kal aasman tha KHali
apne kamre mein tha bujha hua main

dar bhi darwaza ho gaya aaKHir
kahan Thahrun safar kiya hua main

ek aahaT aur ek sannaTa
darmiyan jin ke chiKHta hua main

kan hathon se Dhanpta hua tu
apni aawaz ghonTta hua main

sham ka Dubta hua suraj
aur suraj ko ghurta hua main

jitne alfaz the khule mujh mein
shaeri se hara-bhara hua main

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main written by Kamran Nafees at UrduPoint. Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main is one of the masterpieces written by Kamran Nafees. You can also find the complete poetry collection of Kamran Nafees by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamran Nafees' above.

Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ibtida Mein Jahan-numa Hua Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.