Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain, Urdu Ghazal By Kashfi Lucknavi

Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kashfi Lucknavi. Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ مثل موج بہار اپنے شباب کی سمت آ رہے ہیں

کشفی لکھنؤی

وہ مثل موج بہار اپنے شباب کی سمت آ رہے ہیں

دلوں کے غنچے کھلا رہے ہیں نظر کا دامن سجا رہے ہیں

ہر ایک ذرے میں ہر فضا میں وہ حسن بن کر سما رہے ہیں

ہماری تاب نگاہ کو وہ ہر آئینہ آزما رہے ہیں

ہمارے آنسو سنا رہے ہیں شکستہ دل کا فسانہ ان کو

مگر قیامت کی بات ہے یہ وہ سن کے بھی مسکرا رہے ہیں

دل و جگر خون ہو چکے ہیں ہمارے لب پر مگر ہنسی ہے

ہم اپنے افسانۂ وفا کو کچھ اور رنگیں بنا رہے ہیں

جو محو ظلم و ستم تھا کل تک وہ آج شاید بدل گیا ہو

یہ آرزو لے کے ہم دوبارہ کسی کے کوچے میں جا رہے ہیں

فلک کا انداز کہہ رہا ہے ہمارے ارماں کا خون ہوگا

ابھی تو آغاز شب ہے آخر ستارے کیوں جھلملا رہے ہیں

ہماری قسمت کا پھیر دیکھو تلاش منزل میں عمر گزری

مگر جہاں سے چلے تھے کشفیؔ وہیں پہ ہم خود کو پا رہے ہیں

کشفی لکھنؤی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain

Kashfi Lucknavi

wo misl-e-mauj-e-bahaar apne shabab ki samt aa rahe hain
dilon ke ghunche khila rahe hain nazar ka daman saja rahe hain

har ek zarre mein har faza mein wo husn ban kar sama rahe hain
hamari tab-e-nigah ko wo har aaina aazma rahe hain

hamare aansu suna rahe hain shikasta dil ka fasana un ko
magar qayamat ki baat hai ye wo sun ke bhi muskura rahe hain

dil-o-jigar KHun ho chuke hain hamare lab par magar hansi hai
hum apne afsana-e-wafa ko kuchh aur rangin bana rahe hain

jo mahw-e-zulm-o-sitam tha kal tak wo aaj shayad badal gaya ho
ye aarzu le ke hum dobara kisi ke kuche mein ja rahe hain

falak ka andaz kah raha hai hamare arman ka KHun hoga
abhi to aaghaz-e-shab hai aaKHir sitare kyun jhilmila rahe hain

hamari qismat ka pher dekho talash-e-manzil mein umr guzri
magar jahan se chale the kashfi wahin pe hum KHud ko pa rahe hain

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain written by Kashfi Lucknavi at UrduPoint. Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain is one of the masterpieces written by Kashfi Lucknavi. You can also find the complete poetry collection of Kashfi Lucknavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kashfi Lucknavi' above.

Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Misl-e-mauj-e-bahaar Apne Shabab Ki Samt Aa Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.