Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka, Urdu Ghazal By Kausar Jayasi

Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kausar Jayasi. Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم نیرنگ دکھاتا ہے ہستی کی جلوہ نمائی کا

کوثر جائسی

غم نیرنگ دکھاتا ہے ہستی کی جلوہ نمائی کا

کتنے زمانوں کا حاصل ہے اک لمحہ تنہائی کا

تیرے نازک لب ہیں گویا موسم کا موضوع سخن

گلشن گلشن شہرہ ہے شادابی کا رعنائی کا

اپنے غم کی فکر نہ کی اس دنیا کی غم خواری میں

برسوں ہم نے دست جنوں سے کام لیا دانائی کا

عالم کے ہر منظر کو کچھ رنگ نئے مل جاتے ہیں

کرنیں صبح کی لے جاتی ہیں روپ تری انگڑائی کا

ساحل و طوفاں کے افسانے رنگ حقیقت کیا دیں گے

ڈوب کے ابھرو تو عرفاں ہو دریا کی گہرائی کا

دل میں کوثرؔ آئے کتنے دور تغیر کے لیکن

نقش تمنا پر جب دیکھو عالم ہے برنائی کا

کوثر جائسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka

Kausar Jayasi

gham nairang dikhata hai hasti ki jalwa-numai ka
kitne zamanon ka hasil hai ek lamha tanhai ka

tere nazuk lab hain goya mausam ka mauzu-e-suKHan
gulshan gulshan shohra hai shadabi ka ranai ka

apne gham ki fikr na ki is duniya ki gham-KHwari mein
barson hum ne dast-e-junun se kaam liya danai ka

aalam ke har manzar ko kuchh rang nae mil jate hain
kirnen subh ki le jati hain rup teri angDai ka

sahil o tufan ke afsane rang-e-haqiqat kya denge
Dub ke ubhro to irfan ho dariya ki gahrai ka

dil mein 'kausar' aae kitne daur taghayyur ke lekin
naqsh-e-tamanna par jab dekho aalam hai barnai ka

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka written by Kausar Jayasi at UrduPoint. Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka is one of the masterpieces written by Kausar Jayasi. You can also find the complete poetry collection of Kausar Jayasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kausar Jayasi' above.

Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-numai Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.