Nadi Ki Fariyaad, Urdu Nazam By Kausar Siddiqi

Nadi Ki Fariyaad is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Kausar Siddiqi. Nadi Ki Fariyaad comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Nadi Ki Fariyaad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ندی کی فریاد

کوثر صدیقی

یہ گندگی ہے کیسی آئی ہے یہ کہاں سے

شہروں کی یہ غلاظت آئی ہے کیسے بہہ کے

دم گھٹ رہا ہے میرا بدبو ہے جان لیوا

گرتا ہے مجھ میں آ کے شہروں کا گندہ نالہ

پاکیزہ مجھ کو کر دو کر کے مری صفائی

میرا بھی فائدہ ہے انساں کی بھی بھلائی

تم مجھ کو صاف رکھ کے خود بھی سکھی رہو گے

پانی جو صاف ہوگا بیماری سے بچو گے

فریاد بے نوا کی سنتا نہیں ہے کوئی

سمجھے جو میرے دکھ کو ایسا نہیں ہے کوئی

اس گندگی سے لوگو جلدی مجھے نکالو

یہ نیک کام کر کے ماحول کو بچا لو

کوثر صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nadi Ki Fariyaad

Kausar Siddiqi

ye gandagi hai kaisi aai hai ye kahan se
shahron ki ye ghalazat aai hai kaise bah ke

dam ghuT raha hai mera badbu hai jaan lewa
girta hai mujh mein aa ke shahron ka ganda nala

pakiza mujh ko kar do kar ke meri safai
mera bhi faeda hai insan ki bhi bhalai

tum mujh ko saf rakh ke KHud bhi sukhi rahoge
pani jo saf hoga bimari se bachoge

fariyaad be-nawa ki sunta nahin hai koi
samjhe jo mere dukh ko aisa nahin hai koi

is gandagi se logo jaldi mujhe nikalo
ye nek kaam kar ke mahaul ko bacha lo

(567) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nadi Ki Fariyaad written by Kausar Siddiqi at UrduPoint. Nadi Ki Fariyaad is one of the masterpieces written by Kausar Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Kausar Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kausar Siddiqi' above.

Nadi Ki Fariyaad is a widely read Urdu Nazam. If you like Nadi Ki Fariyaad, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.