Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai, Urdu Ghazal By Khaleel Ahmad

Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Ahmad. Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھوں سے اور غموں سے دوستی ہے

خلیل احمد

دکھوں سے اور غموں سے دوستی ہے

حقیقت میں یہی تو زندگی ہے

خوشی پل بھر مگر غم زندگی بھر

خوشی سے غم زیادہ قیمتی ہے

اگر روشن ہو دل سینے کے اندر

اندھیری رات بھی پھر چاندنی ہے

گلے میں ڈالتا ہے ہجر باہیں

اداسی میرے پاؤں چومتی ہے

بڑی مدت ہوئی ہم نے خلیلؔ اب

زمانے میں خوشی دیکھی نہیں ہے

خلیل احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai

Khaleel Ahmad

dukhon se aur ghamon se dosti hai
haqiqat mein yahi to zindagi hai

KHushi pal bhar magar gham zindagi bhar
KHushi se gham ziyaada qimti hai

agar raushan ho dil sine ke andar
andheri raat bhi phir chandni hai

gale mein Dalta hai hijr bahen
udasi mere panw chumti hai

baDi muddat hui hum ne 'KHalil' ab
zamane mein KHushi dekhi nahin hai

(444) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai written by Khaleel Ahmad at UrduPoint. Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai is one of the masterpieces written by Khaleel Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Ahmad' above.

Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dukhon Se Aur Ghamon Se Dosti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.