Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe, Urdu Ghazal By Khaleel Ahmad

Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Ahmad. Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کی زلفوں میں ابھی پھول لگانا تھا مجھے

خلیل احمد

اس کی زلفوں میں ابھی پھول لگانا تھا مجھے

اور رخسار پہ اک چاند بنانا تھا مجھے

اس نے اچھا کیا آغاز سفر میں چھوڑا

آخر اک روز اسے چھوڑ کے جانا تھا مجھے

دوستوں نے بھی اڑایا ہے محبت کا مذاق

دوستوں سے بھی محبت کو چھپانا تھا مجھے

اپنی بربادی کا شکوہ بھی کروں تو کس سے

آخر اس دل نے بھی یہ دن تو دکھانا تھا مجھے

اس نے جو دل سے نکالا ہے کدھر جاؤں خلیلؔ

ساری دنیا میں یہی ایک ٹھکانا تھا مجھے

خلیل احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe

Khaleel Ahmad

us ki zulfon mein abhi phul lagana tha mujhe
aur ruKHsar pe ek chand banana tha mujhe

us ne achchha kiya aaghaz-e-safar mein chhoDa
aaKHir ek roz use chhoD ke jaana tha mujhe

doston ne bhi uDaya hai mohabbat ka mazaq
doston se bhi mohabbat ko chhupana tha mujhe

apni barbaadi ka shikwa bhi karun to kis se
aaKHir is dil ne bhi ye din to dikhana tha mujhe

us ne jo dil se nikala hai kidhar jaun 'KHalil'
sari duniya mein yahi ek Thikana tha mujhe

(412) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe written by Khaleel Ahmad at UrduPoint. Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe is one of the masterpieces written by Khaleel Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Ahmad' above.

Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uski Zulfon Mein Abhi Phul Lagana Tha Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.