Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main, Urdu Ghazal By Khaleel Mamoon

Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Mamoon. Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس شہر سنگ سخت سے گھبرا گیا ہوں میں

خلیل مامون

اس شہر سنگ سخت سے گھبرا گیا ہوں میں

جنگل کی خوشبوؤں کی طرف جا رہا ہوں میں

منظر کو دیکھ دیکھ کے آنکھیں چلی گئیں

ہاتھوں سے آج اپنا بدن ڈھونڈھتا ہوں میں

چلا رہا ہے کوئی میرے لمس کے لیے

اندھیاری وادیوں سے نکل بھاگتا ہوں میں

قاتل کے ہاتھ میں کوئی تلوار ہے نہ تیغ

وہ مسکرا رہا ہے مرا جا رہا ہوں میں

مجھ کو وہ میرے دل کے عوض دے سکیں گے کیا

مامونؔ دنیا والوں سے کیا مانگتا ہوں میں

خلیل مامون

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main

Khaleel Mamoon

is shahr-e-sang-e-saKHt se ghabra gaya hun main
jangal ki KHushbuon ki taraf ja raha hun main

manzar ko dekh dekh ke aankhen chali gain
hathon se aaj apna badan DhunDhta hun main

chilla raha hai koi mere lams ke liye
andhiyari wadiyon se nikal bhagta hun main

qatil ke hath mein koi talwar hai na tegh
wo muskura raha hai mara ja raha hun main

mujh ko wo mere dil ke ewaz de sakenge kya
'mamun' duniya walon se kya mangta hun main

(409) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main written by Khaleel Mamoon at UrduPoint. Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main is one of the masterpieces written by Khaleel Mamoon. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Mamoon by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Mamoon' above.

Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Shahr-e-sang-e-saKHt Se Ghabra Gaya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.