Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha, Urdu Ghazal By Khaleel Tanveer

Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Tanveer. Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسد کی آگ تھی اور داغ داغ سینہ تھا

خلیل تنویر

حسد کی آگ تھی اور داغ داغ سینہ تھا

دلوں سے دھل نہ سکا وہ غبار کینہ تھا

ذرا سی ٹھیس لگی تھی کہ چور چور ہوا

ترے خیال کا پیکر بھی آبگینہ تھا

رواں تھی کوئی طلب سی لہو کے دریا میں

کہ موج موج بھنور عمر کا سفینہ تھا

وہ جانتا تھا مگر پھر بھی بے خبر ہی رہا

عجیب طور تھا اس کا عجب قرینہ تھا

بہت قریب سے گزرے مگر خبر نہ ہوئی

کہ اجڑے شہر کی دیوار میں دفینہ تھا

خلیل تنویر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha

Khaleel Tanveer

hasad ki aag thi aur dagh dagh sina tha
dilon se dhul na saka wo ghubar-e-kina tha

zara si Thes lagi thi ki chur chur hua
tere KHayal ka paikar bhi aabgina tha

rawan thi koi talab si lahu ke dariya mein
ki mauj mauj bhanwar umr ka safina tha

wo jaanta tha magar phir bhi be-KHabar hi raha
ajib taur tha us ka ajab qarina tha

bahut qarib se guzre magar KHabar na hui
ki ujDe shahr ki diwar mein dafina tha

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha written by Khaleel Tanveer at UrduPoint. Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha is one of the masterpieces written by Khaleel Tanveer. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Tanveer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Tanveer' above.

Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.