Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai, Urdu Ghazal By Khaleel Tanveer

Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Tanveer. Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سیاہ خانۂ دل پر نظر بھی کرتا ہے

خلیل تنویر

سیاہ خانۂ دل پر نظر بھی کرتا ہے

میری خطاؤں کو وہ درگزر بھی کرتا ہے

پرند اونچی اڑانوں کی دھن میں رہتا ہے

مگر زمیں کی حدوں میں بسر بھی کرتا ہے

تمام عمر کے دریا کو موڑ دیتا ہے

وہ ایک حرف جو دل پر اثر بھی کرتا ہے

وہ لوگ جن کی زمانہ ہنسی اڑاتا ہے

اک عمر بعد انہیں معتبر بھی کرتا ہے

جلا کے دشت طلب میں امید کی شمعیں

اذیتوں سے ہمیں بے خبر بھی کرتا ہے

خلیل تنویر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai

Khaleel Tanveer

siyah-KHana-e-dil par nazar bhi karta hai
meri KHataon ko wo darguzar bhi karta hai

parind unchi uDanon ki dhun mein rahta hai
magar zamin ki hadon mein basar bhi karta hai

tamam umr ke dariya ko moD deta hai
wo ek harf jo dil par asar bhi karta hai

wo log jin ki zamana hansi uData hai
ek umr baad unhen mo'tabar bhi karta hai

jala ke dasht-e-talab mein ummid ki shamen
aziyyaton se hamein be-KHabar bhi karta hai

(404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai written by Khaleel Tanveer at UrduPoint. Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai is one of the masterpieces written by Khaleel Tanveer. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Tanveer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Tanveer' above.

Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Siyah-KHana-e-dil Par Nazar Bhi Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.