Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun, Urdu Ghazal By Khaleel Tanveer

Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Tanveer. Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسی پیاس ہے میں جسم کے سراب میں ہوں

خلیل تنویر

یہ کیسی پیاس ہے میں جسم کے سراب میں ہوں

نکل کے جاؤں کدھر کیسے اضطراب میں ہوں

چٹان سر پہ لیے پھر رہا ہوں صدیوں سے

جنم جنم سے نہ جانے میں کس عذاب میں ہوں

تو مجھ کو بھولنا چاہے تو بھول سکتا ہے

میں ایک حرف تمنا تری کتاب میں ہوں

میں کیا ہوں کون ہوں کیا چیز مجھ میں مضمر ہے

کئی حجاب اٹھائے مگر حجاب میں ہوں

بکھر ہی جاؤں گا اک ضربت صدا تو ملے

میں ایک رقص شرر سینۂ رباب میں ہوں

خلیل تنویر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun

Khaleel Tanveer

ye kaisi pyas hai main jism ke sarab mein hun
nikal ke jaun kidhar kaise iztirab mein hun

chaTan sar pe liye phir raha hun sadiyon se
janam janam se na jaane mein kis azab mein hun

tu mujh ko bhulna chahe to bhul sakta hai
main ek harf-e-tamanna teri kitab mein hun

main kya hun kaun hun kya chiz mujh mein muzmar hai
kai hijab uThae magar hijab mein hun

bikhar hi jaunga ek zarbat-e-sada to mile
main ek raqs-e-sharar sina-e-rabab mein hun

(421) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun written by Khaleel Tanveer at UrduPoint. Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun is one of the masterpieces written by Khaleel Tanveer. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Tanveer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Tanveer' above.

Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.