Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke, Urdu Ghazal By Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi

Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi. Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں آنے کے ہیں نہ جانے کے

خلیل الہدی شارق نیازی

کہیں آنے کے ہیں نہ جانے کے

ہم ہیں نقش قدم زمانے کے

تیلیاں جب قفس کی ٹوٹی ہیں

کام آئی ہیں آشیانے کے

کس قدر زندگی سے ملتے ہیں

چند حصے مرے فسانے کے

آج تک خواب کا سا عالم ہے

خواب دیکھے تھے کس زمانے کے

چند آنسو متاع دیدہ و دل

نذر غم ہو گئے زمانے کے

زلف برہم ہے آپ کس کے لئے

ہو رہے آئنے کے شانے کے

جو سنائے نہ جا سکیں شارقؔ

وہی افسانے ہیں سنانے کے

خلیل الہدی شارق نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke

Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi

kahin aane ke hain na jaane ke
hum hain naqsh-e-qadam zamane ke

tiliyan jab qafas ki TuTi hain
kaam aai hain aashiyane ke

kis qadar zindagi se milte hain
chand hisse mere fasane ke

aaj tak KHwab ka sa aalam hai
KHwab dekhe the kis zamane ke

chand aansu mata-e-dida-o-dil
nazr-e-gham ho gae zamane ke

zulf-e-barham hai aap kis ke liye
ho rahe aaine ke shane ke

jo sunae na ja saken 'shaariq'
wahi afsane hain sunane ke

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke written by Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi at UrduPoint. Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke is one of the masterpieces written by Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Ul Huda Shariq Niyazi' above.

Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Aane Ke Hain Na Jaane Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.