SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai, Urdu Ghazal By Khaleequzzaman Nusrat

SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleequzzaman Nusrat. SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرخیاں پڑھ کے ان اخباروں کی ڈر لگتا ہے

خلیق الزماں نصرت

سرخیاں پڑھ کے ان اخباروں کی ڈر لگتا ہے

سارا عالم کسی بارود کا گھر لگتا ہے

بیٹھ جائیں گی یہ دیواریں کسی بھی لمحہ

اپنے گھر میں بھی تو رہتے ہوئے ڈر لگتا ہے

اپنے ہمسائے کے حالات ہیں اپنے جیسے

اپنے ہی گھر کی طرح ان کا بھی گھر لگتا ہے

آج بھی ہاتھ کی ریکھا کو مقدر سمجھیں

بلیاں کاٹ لیں رستے کو تو ڈر لگتا ہے

بول کے سچ ہی عدالت میں ہوئی رسوائی

اب تو سچ یہ ہے ہمیں سچ سے بھی ڈر لگتا ہے

خلیق الزماں نصرت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai

Khaleequzzaman Nusrat

surKHiyan paDh ke in aKHbaron ki Dar lagta hai
sara aalam kisi barud ka ghar lagta hai

baiTh jaengi ye diwaren kisi bhi lamha
apne ghar mein bhi to rahte hue Dar lagta hai

apne hamsae ke haalat hain apne jaise
apne hi ghar ki tarah un ka bhi ghar lagta hai

aaj bhi hath ki rekha ko muqaddar samjhen
billiyan kaT len raste ko to Dar lagta hai

bol ke sach hi adalat mein hui ruswai
ab to sach ye hai hamein sach se bhi Dar lagta hai

(696) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai written by Khaleequzzaman Nusrat at UrduPoint. SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai is one of the masterpieces written by Khaleequzzaman Nusrat. You can also find the complete poetry collection of Khaleequzzaman Nusrat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleequzzaman Nusrat' above.

SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like SurKHiyan PaDh Ke In AKHbaron Ki Dar Lagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.