Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai, Urdu Ghazal By Khaleequzzaman Nusrat

Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleequzzaman Nusrat. Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ارباب اقتدار سے میرا سوال ہے

خلیق الزماں نصرت

ارباب اقتدار سے میرا سوال ہے

یہ دور ارتقا ہے کہ دور زوال ہے

جب جب لگے ہے آگ ہمارے ہی گھر جلیں

یہ بات اتفاق ہے یا گہری چال

کیسی منافقوں کی ہے سازش نہ پوچھئے

ٹوٹے نہ جو وہ ریشمی دھاگوں کا جال ہے

ایسے میں خواب آنکھوں میں کوئی سجائے کیا

وہ حبس ہے کہ چین سے سونا محال ہے

ہم تو عذاب تشنہ لبی سے ہیں نیم جاں

گزری ہے جانے کیا کہ سمندر نڈھال ہے

حالات و کیفیات کی تصویر کھینچنا

نصرتؔ نہیں ترا یہ سخن کا کمال ہے

خلیق الزماں نصرت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai

Khaleequzzaman Nusrat

arbab-e-iqtidar se mera sawal hai
ye daur-e-irtiqa hai ki daur-e-zawal hai

jab jab lage hai aag hamare hi ghar jalen
ye baat ittifaq hai ya gahri chaal

kaisi munafiqon ki hai sazish na puchhiye
TuTe na jo wo reshmi dhagon ka jal hai

aise mein KHwab aankhon mein koi sajae kya
wo habs hai ki chain se sona muhaal hai

hum to azab-e-tishna-labi se hain nim-jaan
guzri hai jaane kya ki samundar niDhaal hai

haalat-o-kaifiyat ki taswir khinchna
'nusrat' nahin tera ye suKHan ka kamal hai

(748) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai written by Khaleequzzaman Nusrat at UrduPoint. Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai is one of the masterpieces written by Khaleequzzaman Nusrat. You can also find the complete poetry collection of Khaleequzzaman Nusrat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleequzzaman Nusrat' above.

Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Arbab-e-iqtidar Se Mera Sawal Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.