Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya, Urdu Ghazal By Khalid Azmi

Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Azmi. Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے میرا مقدر خفا ہو گیا

خالد اعظمی

جب سے میرا مقدر خفا ہو گیا

میں وفادار سے بے وفا ہو گیا

میں نے ان کو بھلانے کی کھائی قسم

اور حق دوستی کا ادا ہو گیا

جس میں خود کو بچانے کی طاقت نہیں

آج کے دور میں وہ خدا ہو گیا

ہے لگی آگ نفرت کی چاروں طرف

دیکھتے دیکھتے کیا سے کیا ہو گیا

عادت مانوں گا تیرا کبھی میں نہیں

حق میں ان کے اگر فیصلہ ہو گیا

خالد اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya

Khalid Azmi

jab se mera muqaddar KHafa ho gaya
main wafadar se bewafa ho gaya

main ne un ko bhulane ki khai qasam
aur haq dosti ka ada ho gaya

jis mein KHud ko bachane ki taqat nahin
aaj ke daur mein wo KHuda ho gaya

hai lagi aag nafrat ki chaaron taraf
dekhte dekhte kya se kya ho gaya

aadat manunga tera kabhi main nahin
haq mein un ke agar faisla ho gaya

(637) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya written by Khalid Azmi at UrduPoint. Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya is one of the masterpieces written by Khalid Azmi. You can also find the complete poetry collection of Khalid Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Azmi' above.

Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Mera Muqaddar KHafa Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.