Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai, Urdu Ghazal By Khalid Azmi

Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Azmi. Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جن کو علم و شعور ہوتا ہے

خالد اعظمی

جن کو علم و شعور ہوتا ہے

ان سے ہر عیب دور ہوتا ہے

اس کی بھرپائی ہو نہیں پاتی

عشق میں جو قصور ہوتا ہے

نام لیتا ہے جب رقیب مرا

ان کے چہرے پہ نور ہوتا ہے

ان سے منسوب نام ہے میرا

مجھ کو خود پہ غرور ہوتا ہے

شعر کی میرے ہے حقیقت یہ

ذکر ان کا ضرور ہوتا ہے

خالد اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai

Khalid Azmi

jin ko ilm-o-shuur hota hai
un se har aib dur hota hai

us ki bharpai ho nahin pati
ishq mein jo qusur hota hai

nam leta hai jab raqib mera
un ke chehre pe nur hota hai

un se mansub nam hai mera
mujh ko KHud pe ghurur hota hai

sher ki mere hai haqiqat ye
zikr un ka zarur hota hai

(592) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai written by Khalid Azmi at UrduPoint. Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai is one of the masterpieces written by Khalid Azmi. You can also find the complete poetry collection of Khalid Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Azmi' above.

Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jinko Ilm-o-shuur Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.