Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun, Urdu Ghazal By Khalish Qadiri

Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalish Qadiri. Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بجا کہ مرحلۂ شوق سے گزر جاؤں

خلش قادری

بجا کہ مرحلۂ شوق سے گزر جاؤں

نکل کے دائرۂ ذات سے کدھر جاؤں

مرے وجود سے قائم ہے جنت ارضی

میں کوئی دانۂ گندم ہوں جو بکھر جاؤں

یہ وسوسوں کے کلیسا یہ ولولوں کے حرم

مجھے یہ فکر و تردد کہ میں کدھر جاؤں

یہ کشمکش کا تلاطم فرات بیم و رجا

میں سوچتا ہوں کسی طرح پار اتر جاؤں

تلاش خضر میں ہر شخص مبتلا ہے خلشؔ

مجھے یہ کون بتائے کہ میں کدھر جاؤں

خلش قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun

Khalish Qadiri

baja ki marhala-e-shauq se guzar jaun
nikal ke daera-e-zat se kidhar jaun

mere wajud se qaem hai jannat-e-arzi
main koi dana-e-gandum hun jo bikhar jaun

ye waswason ke kalisa ye walwalon ke haram
mujhe ye fikr-o-taraddud ki mein kidhar jaun

ye kashmakash ka talatum furaat-e-bim-o-raja
main sochta hun kisi tarah par utar jaun

talash-e-KHizr mein har shaKHs mubtala hai 'KHalish'
mujhe ye kaun batae ki main kidhar jaun

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun written by Khalish Qadiri at UrduPoint. Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun is one of the masterpieces written by Khalish Qadiri. You can also find the complete poetry collection of Khalish Qadiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalish Qadiri' above.

Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baja Ki Marhala-e-shauq Se Guzar Jaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.