Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle, Urdu Ghazal By Khan Janbaz

Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khan Janbaz. Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ضروری تو نہیں ساتھ میں لشکر نکلے

خان جانباز

یہ ضروری تو نہیں ساتھ میں لشکر نکلے

کربلا یاد کرو صرف بہتر نکلے

گرتے گرتے ہی سہی دوڑ کے اکثر نکلے

گرد آنکھوں میں لئے جب بھی سفر پر نکلے

سرخ دل دیکھ کے ہاتھوں میں اٹھانے والے

پھر نہ کہنا جو ترے ہاتھ سے پتھر نکلے

سوچتا ہوں وہ چمکتا ہو ستاروں جیسا

چاہتا ہوں وہ مری سوچ سے بڑھ کر نکلے

کیوں نہ میں شعر کہوں آتش غم میں جاناں

کیوں نہ دل کا یہ دھواں جسم سے باہر نکلے

خان جانباز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle

Khan Janbaz

ye zaruri to nahin sath mein lashkar nikle
karbala yaad karo sirf bahattar nikle

girte girte hi sahi dauD ke aksar nikle
gard aankhon mein liye jab bhi safar par nikle

surKH dil dekh ke hathon mein uThane wale
phir na kahna jo tere hath se patthar nikle

sochta hun wo chamakta ho sitaron jaisa
chahta hun wo meri soch se baDh kar nikle

kyon na main sher kahun aatish-e-gham mein jaanan
kyon na dil ka ye dhuan jism se bahar nikle

(642) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle written by Khan Janbaz at UrduPoint. Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle is one of the masterpieces written by Khan Janbaz. You can also find the complete poetry collection of Khan Janbaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khan Janbaz' above.

Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Zaruri To Nahin Sath Mein Lashkar Nikle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.