KHwab Sirf KHwab Hain, Urdu Nazam By Khan Rizwan

KHwab Sirf KHwab Hain is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khan Rizwan. KHwab Sirf KHwab Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHwab Sirf KHwab Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب صرف خواب ہیں

خان رضوان

1

شام پھر تیرے تصور سے

مہک اٹھی ہے

رات ہونے کو ہے

سلسلے

خوابوں کے

باقی ہیں

ابھی آنکھوں میں

2

رات کے پچھلے پہر

مجھ کو تری یادوں نے

بستر خواب سے

بیدار کیا

اور احساس ہوا بے سر و سامانی کا

سوچتا ہوں کہ مرے پاس

زندہ رہنے کے ہیں سامان بہت

مگر تیری کمی

کھلتی رہتی ہے صدا

ایک بے نام تصور کی طرح

خان رضوان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Sirf KHwab Hain

Khan Rizwan

1
sham phir tere tasawwur se
mahak uTThi hai
raat hone ko hai
silsile
KHwabon ke
baqi hain
abhi aankhon mein
2
raat ke pichhle pahar
mujh ko teri yaadon ne
bistar-e-KHwab se
bedar kiya
aur ehsas hua be-sar-o-samani ka
sochta hun ki mere pas
zinda rahne ke hain saman bahut
magar teri kami
khalti rahti hai sada
ek be-nam tasawwur ki tarah

(575) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Sirf KHwab Hain written by Khan Rizwan at UrduPoint. KHwab Sirf KHwab Hain is one of the masterpieces written by Khan Rizwan. You can also find the complete poetry collection of Khan Rizwan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khan Rizwan' above.

KHwab Sirf KHwab Hain is a widely read Urdu Nazam. If you like KHwab Sirf KHwab Hain, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.