Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai, Urdu Ghazal By Khan Rizwan

Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khan Rizwan. Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی مجھے کبھی خود کو بھلا کے دیکھتا ہے

خان رضوان

کبھی مجھے کبھی خود کو بھلا کے دیکھتا ہے

وہ اپنے آپ کو بھی آزما کے دیکھتا ہے

تعلقات میں اپنی ہے مصلحت سب کی

کبھی وہ دور کبھی پاس آ کے دیکھتا ہے

میں جا رہا ہوں بہت دور شہر سے اپنے

وہ سن کے بات مری مسکرا کے دیکھتا ہے

اسی کا حکم ہے تاریک گھر کو رکھنے کا

مگر چراغ دل و جاں جلا کے دیکھتا ہے

تباہ جس کے لیے خود کو کر لیا میں نے

وہی نظر سے مجھے اب گرا کے دیکھتا ہے

خان رضوان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai

Khan Rizwan

kabhi mujhe kabhi KHud ko bhula ke dekhta hai
wo apne aap ko bhi aazma ke dekhta hai

talluqat mein apni hai maslahat sab ki
kabhi wo dur kabhi pas aa ke dekhta hai

main ja raha hun bahut dur shahr se apne
wo sun ke baat meri muskura ke dekhta hai

usi ka hukm hai tarik ghar ko rakhne ka
magar charagh-e-dil-o-jaan jala ke dekhta hai

tabah jis ke liye KHud ko kar liya main ne
wahi nazar se mujhe ab gira ke dekhta hai

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai written by Khan Rizwan at UrduPoint. Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai is one of the masterpieces written by Khan Rizwan. You can also find the complete poetry collection of Khan Rizwan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khan Rizwan' above.

Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.