Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai, Urdu Ghazal By Khawaja Javed Akhtar

Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawaja Javed Akhtar. Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گماں تو ٹھیک میں کیسے کہوں یقین بھی ہے

خواجہ جاوید اختر

گماں تو ٹھیک میں کیسے کہوں یقین بھی ہے

کہ میرے پاؤں کے نیچے کہیں زمین بھی ہے

دلوں میں دنیا بسائے ہوئے تو پھرتے ہو

خیال رکھنا کہ دنیا کے ساتھ دین بھی ہے

ہمارے جیب و گریباں میں سانپ کیا ملتا

اسے خبر ہی نہیں تھی کہ آستین بھی ہے

ترس جو کھا کے کسی جانور پہ شاہ بنے

ہجوم شاہ میں کوئی سبکتگین بھی ہے

سخن شناس نہیں زود‌‌ گو بھی ہے جاویدؔ

پڑھا لکھا ہی نہیں آدمی ذہین بھی ہے

خواجہ جاوید اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai

Khawaja Javed Akhtar

guman to Thik main kaise kahun yaqin bhi hai
ki mere panw ke niche kahin zamin bhi hai

dilon mein duniya basae hue to phirte ho
KHayal rakhna ki duniya ke sath din bhi hai

hamare jaib-o-gareban mein sanp kya milta
use KHabar hi nahin thi ki aastin bhi hai

taras jo kha ke kisi jaanwar pe shah bane
hujum-e-shah mein koi sabuktagin bhi hai

suKHan-shanas nahin zud-go bhi hai 'jawed'
paDha-likha hi nahin aadmi zahin bhi hai

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai written by Khawaja Javed Akhtar at UrduPoint. Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai is one of the masterpieces written by Khawaja Javed Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Khawaja Javed Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawaja Javed Akhtar' above.

Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guman To Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.