Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai, Urdu Ghazal By Khurram Tahir

Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurram Tahir. Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں کہیں بھی ہو تیری خوشی ضروری ہے

خرم طاہر

جہاں کہیں بھی ہو تیری خوشی ضروری ہے

یہ کب کہا تری موجودگی ضروری ہے

یہ مسئلہ بھی فقط آدمی کے ساتھ ہے دوست

کہ جو نہیں ہے میسر وہی ضروری ہے

محبتوں میں سبھی کچھ نہیں ہے خاموشی

کبھی کبھار تو اظہار بھی ضروری ہے

میں تیرے بعد مکمل نہ رہ سکوں شاید

ترا وجود کچھ اس طرح بھی ضروری ہے

خدا پہ اپنی ہر اک بات ٹالنے والے

خدا سے بھی ذرا پہلے خودی ضروری ہے

گزارنے کے لیے عمر ہی بہت ہے مگر

جو جینا چاہے اسے زندگی ضروری ہے

خرم طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai

Khurram Tahir

jahan kahin bhi ho teri KHushi zaruri hai
ye kab kaha teri maujudgi zaruri hai

ye masala bhi faqat aadmi ke sath hai dost
ki jo nahin hai mayassar wahi zaruri hai

mohabbaton mein sabhi kuchh nahin hai KHamoshi
kabhi kabhaar to izhaar bhi zaruri hai

main tere baad mukammal na rah sakun shayad
tera wajud kuchh is tarah bhi zaruri hai

KHuda pe apni har ek baat Talne wale
KHuda se bhi zara pahle KHudi zaruri hai

guzarne ke liye umr hi bahut hai magar
jo jina chahe use zindagi zaruri hai

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai written by Khurram Tahir at UrduPoint. Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai is one of the masterpieces written by Khurram Tahir. You can also find the complete poetry collection of Khurram Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurram Tahir' above.

Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Kahin Bhi Ho Teri KHushi Zaruri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.