Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain, Urdu Ghazal By Khurshid Ahmad Jami

Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Ahmad Jami. Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا نے جھوم کے جب تیرے گیت گائے ہیں

خورشید احمد جامی

وفا نے جھوم کے جب تیرے گیت گائے ہیں

قدم افق پہ اندھیروں کے لڑکھڑائے ہیں

ترے قریب پہنچ کر بھی کم نہیں ہوتے

غم حیات نے جو فاصلے بڑھائے ہیں

بہت طویل سہی راہ جستجو لیکن

بہت حسین ترے گیسوؤں کے سائے ہیں

تری نگاہ مداوا نہ بن سکی جن کا

تری تلاش میں ایسے بھی زخم کھائے ہیں

پڑا ہے عکس جو رخسار شعلۂ مے کا

تو آئینے تری یادوں کے جگمگائے ہیں

مسافران شب غم کی راہ میں جامیؔ

نئے چراغ مری فکر نے جلائے ہیں

خورشید احمد جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain

Khurshid Ahmad Jami

wafa ne jhum ke jab tere git gae hain
qadam ufuq pe andheron ke laDkhaDae hain

tere qarib pahunch kar bhi kam nahin hote
gham-e-hayat ne jo fasle baDhae hain

bahut tawil sahi rah-e-justuju lekin
bahut hasin tere gesuon ke sae hain

teri nigah mudawa na ban saki jin ka
teri talash mein aise bhi zaKHm khae hain

paDa hai aks jo ruKHsar-e-shola-e-mai ka
to aaine teri yaadon ke jagmagae hain

musafiran-e-shab-e-gham ki rah mein 'jami'
nae charagh meri fikr ne jalae hain

(635) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain written by Khurshid Ahmad Jami at UrduPoint. Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain is one of the masterpieces written by Khurshid Ahmad Jami. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Ahmad Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Ahmad Jami' above.

Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Ne Jhum Ke Jab Tere Git Gae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.