Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun, Urdu Ghazal By Khurshid Rabbani

Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Rabbani. Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے اس شہر بے مکان میں ہوں

خورشید ربانی

جب سے اس شہر بے مکان میں ہوں

میں ترے اسم کی امان میں ہوں

گنبد شعر میں جو گونجتی ہے

میں اسی درد کی اذان میں ہوں

میں نے تنہائیوں کو پا لیا ہے

اس لیے خواب ہی کے دھیان میں ہوں

تتلیاں رنگ چنتی رہتی ہیں

اور میں خوشبوؤں کی کان میں ہوں

وحشتیں عشق اور مجبوری

کیا کسی خاص امتحان میں ہوں

خواہشیں سایہ سایہ بکھری ہیں

اور میں دھوپ کے مکان میں ہوں

میں ہوں پیکان درد اے خورشیدؔ

اور اک یاد کی کمان میں ہوں

خورشید ربانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun

Khurshid Rabbani

jab se is shahr-e-be-makan mein hun
main tere ism ki aman mein hun

gumbad-e-sher mein jo gunjti hai
main usi dard ki azan mein hun

main ne tanhaiyon ko pa liya hai
is liye KHwab hi ke dhyan mein hun

titliyan rang chunti rahti hain
aur main KHushbuon ki kan mein hun

wahshaten ishq aur majburi
kya kisi KHas imtihan mein hun

KHwahishen saya saya bikhri hain
aur main dhup ke makan mein hun

main hun paikan-e-dard ai 'KHurshid'
aur ek yaad ki kaman mein hun

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun written by Khurshid Rabbani at UrduPoint. Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun is one of the masterpieces written by Khurshid Rabbani. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Rabbani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Rabbani' above.

Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Is Shahr-e-be-makan Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.