Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai, Urdu Ghazal By Khurshid Talab

Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Talab. Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شدید حبس میں راحت ہوا سے ہوتی ہے

خورشید طلب

شدید حبس میں راحت ہوا سے ہوتی ہے

بحال اپنی طبیعت ہوا سے ہوتی ہے

کوئی چراغ جلاتا نہیں سلیقے سے

مگر سبھی کو شکایت ہوا سے ہوتی ہے

لچک کے ٹوٹ نہ جائے کہیں یہ شاخ بدن

چلے جو تیز تو وحشت ہوا سے ہوتی ہے

کہیں دھویں کے سوا کچھ نظر نہیں آتا

کبھی کبھی وہ شرارت ہوا سے ہوتی ہے

ہوا سے کہہ دو کہ کچھ دیر کو ٹھہر جائے

خجل ہماری عبارت ہوا سے ہوتی ہے

ازل سے اس کی طبیعت میں سرکشی ہے طلبؔ

کہاں کسی کی اطاعت ہوا سے ہوتی ہے

خورشید طلب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai

Khurshid Talab

shadid habs mein rahat hawa se hoti hai
bahaal apni tabiat hawa se hoti hai

koi charag jalata nahin saliqe se
magar sabhi ko shikayat hawa se hoti hai

lachak ke TuT na jae kahin ye shaKH-e-badan
chale jo tez to wahshat hawa se hoti hai

kahin dhuwen ke siwa kuchh nazar nahin aata
kabhi kabhi wo shararat hawa se hoti hai

hawa se kah do ki kuchh der ko Thahar jae
KHajil hamari ibarat hawa se hoti hai

azal se us ki tabiat mein sar-kashi hai 'talab'
kahan kisi ki itaat hawa se hoti hai

(815) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai written by Khurshid Talab at UrduPoint. Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai is one of the masterpieces written by Khurshid Talab. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Talab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Talab' above.

Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shadid Habs Mein Rahat Hawa Se Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.