Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai, Urdu Ghazal By Khushbir Singh Shaad

Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khushbir Singh Shaad. Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت دنوں سے مرے بام و در کا حصہ ہے

خوشبیر سنگھ شادؔ

بہت دنوں سے مرے بام و در کا حصہ ہے

مری طرح یہ اداسی بھی گھر کا حصہ ہے

پھر اس کے بعد ہوا اور اس کا رحم و کرم

ابھی تلک تو یہ پتا شجر کا حصہ ہے

ضرور دل سے کوئی رابطہ ہے آنکھوں کا

اسی لیے تو لہو چشم تر کا حصہ ہے

یہ تیرا تاج نہیں ہے ہماری پگڑی ہے

یہ سر کے ساتھ ہی اترے گی سر کا حصہ ہے

نہ جانے شادؔ تری کب سمجھ میں آئے گا

کہ اب ضمیر فروشی ہنر کا حصہ ہے

خوشبیر سنگھ شادؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai

Khushbir Singh Shaad

bahut dinon se mere baam-o-dar ka hissa hai
meri tarah ye udasi bhi ghar ka hissa hai

phir is ke baad hawa aur us ka rahm o karam
abhi talak to ye patta shajar ka hissa hai

zarur dil se koi rabta hai aankhon ka
isi liye to lahu chashm-e-tar ka hissa hai

ye tera taj nahin hai hamari pagDi hai
ye sar ke sath hi utregi sar ka hissa hai

na jaane 'shad' teri kab samajh mein aaega
ki ab zamir-faroshi hunar ka hissa hai

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai written by Khushbir Singh Shaad at UrduPoint. Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai is one of the masterpieces written by Khushbir Singh Shaad. You can also find the complete poetry collection of Khushbir Singh Shaad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khushbir Singh Shaad' above.

Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahut Dinon Se Mere Baam-o-dar Ka Hissa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.