Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain, Urdu Ghazal By Khushbir Singh Shaad

Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khushbir Singh Shaad. Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکایت مجھ سے یہ اکثر در و دیوار کرتے ہیں

خوشبیر سنگھ شادؔ

شکایت مجھ سے یہ اکثر در و دیوار کرتے ہیں

کہ اب اس گھر سے سناٹے بہت بیزار کرتے ہیں

ضرورت ہاتھ پھیلانے پہ جب مجبور کرتی ہے

تو کس مشکل سے اپنے آپ کو تیار کرتے ہیں

اگر یہ بات ہے جینا پڑے گا تیری شرطوں پر

تو پھر اے زندگی جینے سے ہم انکار کرتے ہیں

خوشبیر سنگھ شادؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain

Khushbir Singh Shaad

shikayat mujh se ye aksar dar-o-diwar karte hain
ki ab is ghar se sannaTe bahut bezar karte hain

zarurat hath phailane pe jab majbur karti hai
to kis mushkil se apne aap ko tayyar karte hain

agar ye baat hai jina paDega teri sharton par
to phir ai zindagi jine se hum inkar karte hain

(573) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain written by Khushbir Singh Shaad at UrduPoint. Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain is one of the masterpieces written by Khushbir Singh Shaad. You can also find the complete poetry collection of Khushbir Singh Shaad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khushbir Singh Shaad' above.

Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shikayat Mujhse Ye Aksar Dar-o-diwar Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.