Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai, Urdu Ghazal By Khwaja Ghulam Syedain Rabbani

Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khwaja Ghulam Syedain Rabbani. Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ اس طرح بھی مجھے آزمانے لگتا ہے

خواجہ غلام السیدین ربانی

وہ اس طرح بھی مجھے آزمانے لگتا ہے

مزاج پوچھتا ہے مسکرانے لگتا ہے

کوئی تو ہے جو رہائی کے حکم سے پہلے

ہماری قید کی مدت بڑھانے لگتا ہے

نگاہ اس کی عجب ہے کہ کچھ نہیں کہتی

مگر بدن ہے کہ اکثر بلانے لگتا ہے

امیر شہر کی مٹھی میں ہے مرا منصف

بیاں سے پہلے سزائیں سنانے لگتا ہے

ہماری روح کو رخصت ہوئے زمانہ ہوا

یہ دیکھنا ہے بدن کب ٹھکانے لگتا ہے

خواجہ غلام السیدین ربانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai

Khwaja Ghulam Syedain Rabbani

wo is tarah bhi mujhe aazmane lagta hai
mizaj puchhta hai muskurane lagta hai

koi to hai jo rihai ke hukm se pahle
hamari qaid ki muddat baDhane lagta hai

nigah us ki ajab hai ki kuchh nahin kahti
magar badan hai ki aksar bulane lagta hai

amir-e-shahr ki muTThi mein hai mera munsif
bayan se pahle sazaen sunane lagta hai

hamari ruh ko ruKHsat hue zamana hua
ye dekhna hai badan kab Thikane lagta hai

(370) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai written by Khwaja Ghulam Syedain Rabbani at UrduPoint. Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai is one of the masterpieces written by Khwaja Ghulam Syedain Rabbani. You can also find the complete poetry collection of Khwaja Ghulam Syedain Rabbani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khwaja Ghulam Syedain Rabbani' above.

Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Is Tarah Bhi Mujhe Aazmane Lagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.