Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain, Urdu Ghazal By Khwaja Lateef Ahmad Jareeh

Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khwaja Lateef Ahmad Jareeh. Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حال دل لاکھ ترا ان کو جتا دیتے ہیں

خواجہ لطیف احمد جریح

حال دل لاکھ ترا ان کو جتا دیتے ہیں

وہ مگر بات کو باتوں میں اڑا دیتے ہیں

لائق نذر نہیں اور تو کچھ اپنے پاس

ایک دل ہے سو تمہیں نام خدا دیتے ہیں

لاکھ نفرت کریں وہ ہم سے عداوت رکھیں

خوش رہیں شاد رہیں ان کو دعا دیتے ہیں

بہر تسکیں کبھی احباب نے اتنا نہ کہا

کیوں پریشاں ہو جریحؔ ان کو بلا دیتے ہیں

خواجہ لطیف احمد جریح

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain

Khwaja Lateef Ahmad Jareeh

haal-e-dil lakh tera un ko jata dete hain
wo magar baat ko baaton mein uDa dete hain

laeq-e-nazr nahin aur to kuchh apne pas
ek dil hai so tumhein nam-e-KHuda dete hain

lakh nafrat karen wo hum se adawat rakkhen
KHush rahen shad rahen un ko dua dete hain

bahr-e-taskin kabhi ahbab ne itna na kaha
kyon pareshan ho 'jarih' un ko bula dete hain

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain written by Khwaja Lateef Ahmad Jareeh at UrduPoint. Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain is one of the masterpieces written by Khwaja Lateef Ahmad Jareeh. You can also find the complete poetry collection of Khwaja Lateef Ahmad Jareeh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khwaja Lateef Ahmad Jareeh' above.

Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haal-e-dil Lakh Tera Un Ko Jata Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.