Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai, Urdu Ghazal By Khwaja Tariq Usmani

Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khwaja Tariq Usmani. Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرے لہجے میں یہ جو شدت ہے

طارق عثمانی

تیرے لہجے میں یہ جو شدت ہے

یہ کوئی ان کہی شکایت ہے

ہجر کے دکھ پہ یار حیرت کیا

مستقل وصل بھی اذیت ہے

تجھ کو اب بھولنے لگا ہوں میں

یہ شکایت نہیں ہے تہمت ہے

خوشبوؤں سے بنائیں گے تم کو

رنگ سے تو بڑی سہولت ہے

دیکھا جائے تو مر چکے ہیں ہم

سانس لینا تو بس ضرورت ہے

تو مرا ہے تو میرے درد سمجھ

مسکرانا تو میری عادت ہے

کیا کیا درد کی دوا لے لی

میرے بیمار تجھ پہ لعنت ہے

میں بس اس وقت اپنے پاس رہا

جب لگا آپ کی ضرورت ہے

تیرے لب ہائے تیرے شیریں لب

بوسہ لے لوں اگر اجازت ہے

طارق عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai

Khwaja Tariq Usmani

tere lahje mein ye jo shiddat hai
ye koi an-kahi shikayat hai

hijr ke dukh pe yar hairat kya
mustaqil wasl bhi aziyyat hai

tujh ko ab bhulne laga hun main
ye shikayat nahin hai tohmat hai

KHushbuon se banaenge tum ko
rang se to baDi suhulat hai

dekha jae to mar chuke hain hum
sans lena to bas zarurat hai

tu mera hai to mere dard samajh
muskurana to meri aadat hai

kya kiya dard ki dawa le li
mere bimar tujh pe lanat hai

main bas us waqt apne pas raha
jab laga aap ki zarurat hai

tere lab hae tere shirin lab
bosa le lun agar ijazat hai

(668) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai written by Khwaja Tariq Usmani at UrduPoint. Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai is one of the masterpieces written by Khwaja Tariq Usmani. You can also find the complete poetry collection of Khwaja Tariq Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khwaja Tariq Usmani' above.

Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Lahje Mein Ye Jo Shiddat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.