Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De, Urdu Ghazal By Koki Gul

Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Koki Gul. Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو قسمت میں اپنا گھر کر دے

کوکی گل

اب تو قسمت میں اپنا گھر کر دے

مجھ پہ رحمت کی اک نظر کر دے

جس سے منزل میں اپنی پا جاؤں

اب مقدر میں وہ سفر کر دے

ہوگا ہم پر ترا کرم یا رب

جھولیاں آس کی اگر بھر دے

جن میں تیری ثنا میں کرتی ہوں

میرے اشعار وہ امر کر دے

جن کی نظروں میں گلؔ کھٹکتی ہے

ان کی نظروں میں معتبر کر دے

کوکی گل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De

Koki Gul

ab to qismat mein apna ghar kar de
mujh pe rahmat ki ek nazar kar de

jis se manzil main apni pa jaun
ab muqaddar mein wo safar kar de

hoga hum par tera karam ya-rab
jholiyan aas ki agar bhar de

jin mein teri sana main karti hun
mere ashaar wo amar kar de

jin ki nazron mein 'gul' khaTakti hai
un ki nazron mein mo'atabar kar de

(681) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De written by Koki Gul at UrduPoint. Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De is one of the masterpieces written by Koki Gul. You can also find the complete poetry collection of Koki Gul by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Koki Gul' above.

Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Qismat Mein Apna Ghar Kar De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.