Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair, Urdu Ghazal By Krishna Mohan

Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Krishna Mohan. Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نالۂ صبح کے بغیر گریۂ شام کے بغیر

کرشن موہن

نالۂ صبح کے بغیر گریۂ شام کے بغیر

ہوتا نہیں وصال یار سوز دوام کے بغیر

تو نے اگر کیا نہ یاد شق رہے گا نامراد

کیسے کٹے گی زندگی تیرے پیام کے بغیر

ہے یہ مرا ہی حوصلہ کرتا ہوں روز سامنا

گردش صبح و شام کا گردش جام کے بغیر

عرصہ ہوا وہ فتنہ گر آیا نہیں کبھی ادھر

سونی پڑی ہے رہگزر حسن خرام کے بغیر

کیف نشاط دم بدم چومتا ہے مرے قدم

چلتا نہیں ہوں ایک گام آپ کے نام کے بغیر

جب بھی ملے وہ ناگہاں جھوم اٹھے ہیں قلب و جاں

ملنے میں لطف ہے اگر ملنا ہو کام کے بغیر

میرے جنوں کے فیض سے گرمی شوق آ گئی

سرد تھی محفل طرب میرے کلام کے بغیر

کرشن موہن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair

Krishna Mohan

nala-e-subh ke baghair giriya-e-sham ke baghair
hota nahin visal-e-yar soz-e-dawam ke baghair

tu ne agar kiya na yaad shaq rahega na-murad
kaise kaTegi zindagi tere payam ke baghair

hai ye mera hi hausla karta hun roz samna
gardish-e-subh-o-sham ka gardish-e-jam ke baghair

arsa hua wo fitnagar aaya nahin kabhi idhar
suni paDi hai rah-guzar husn-e-KHiram ke baghair

kaif-e-nashat dam-ba-dam chumta hai mere qadam
chalta nahin hun ek gam aap ke nam ke baghair

jab bhi mile wo na-gahan jhum uThe hain qalb o jaan
milne mein lutf hai agar milna ho kaam ke baghair

mere junun ke faiz se garmi-e-shauq aa gai
sard thi mahfil-e-tarab mere kalam ke baghair

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair written by Krishna Mohan at UrduPoint. Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair is one of the masterpieces written by Krishna Mohan. You can also find the complete poetry collection of Krishna Mohan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Krishna Mohan' above.

Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nala-e-subh Ke Baghair Giriya-e-sham Ke Baghair, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.