KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke, Urdu Ghazal By Kumar Pashi

KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kumar Pashi. KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہشوں نے بنا وہ جال اب کے

کمار پاشی

خواہشوں نے بنا وہ جال اب کے

بچ نکلنا ہوا محال اب کے

ڈوب جاؤں گا شب کے ساتھ کہیں

دیکھنا تم مرا کمال اب کے

میں نہیں تیرہ خاکداں میں کہیں

دل میں آیا یہ کیا خیال اب کے

یاد ماضی نہ خواب مستقبل

یوں ہوا ہے مرا زوال اب کے

چھوٹے جاتے ہیں ہاتھ سے پتوار

مجھ کو موج رواں سنبھال اب کے

کمار پاشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke

Kumar Pashi

KHwahishon ne buna wo jal ab ke
bach nikalna hua muhaal ab ke

Dub jaunga shab ke sath kahin
dekhna tum mera kamal ab ke

main nahin tera KHak-dan mein kahin
dil mein aaya ye kya KHayal ab ke

yaad-e-mazi na KHwab-e-mustaqbil
yun hua hai mera zawal ab ke

chhuTe jate hain hath se patwar
mujh ko mauj-e-rawan sambhaal ab ke

(405) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke written by Kumar Pashi at UrduPoint. KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke is one of the masterpieces written by Kumar Pashi. You can also find the complete poetry collection of Kumar Pashi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kumar Pashi' above.

KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahishon Ne Buna Wo Jal Ab Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.