Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar, Urdu Ghazal By Kumar Pashi

Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kumar Pashi. Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیوں ڈراتے ہو مجھے موت کا سایا بن کر

کمار پاشی

کیوں ڈراتے ہو مجھے موت کا سایا بن کر

میرے سینے میں اتر جاؤ اجالا بن کر

کیوں نہیں چلتے کہ جانا ہے بہت دور ابھی

کیوں یہاں رک گئے بے کار تماشا بن کر

ٹوٹ کر بجھ گئے آکاش کے سارے سورج

اور میں رہ گیا اس دہر میں اندھا بن کر

میں ہی اک زہر لگا اپنوں کو بیگانوں کو

میں ہی اک قتل ہوا شہر میں سچا بن کر

کیوں بھلا چھوڑ نہیں دیتا وہ تنہا مجھ کو

کیوں مرے ساتھ لگا رہتا ہے سایا بن کر

کمار پاشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar

Kumar Pashi

kyun Daraate ho mujhe maut ka saya ban kar
mere sine mein utar jao ujala ban kar

kyun nahin chalte ki jaana hai bahut dur abhi
kyun yahan ruk gae bekar tamasha ban kar

TuT kar bujh gae aakash ke sare suraj
aur main rah gaya is dahr mein andha ban kar

main hi ek zahar laga apnon ko beganon ko
main hi ek qatl hua shahar mein sachcha ban kar

kyun bhala chhoD nahin deta wo tanha mujh ko
kyun mere sath laga rahta hai saya ban kar

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar written by Kumar Pashi at UrduPoint. Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar is one of the masterpieces written by Kumar Pashi. You can also find the complete poetry collection of Kumar Pashi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kumar Pashi' above.

Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kyun Daraate Ho Mujhe Maut Ka Saya Ban Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.