Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat, Urdu Ghazal By Laiq Aajiz

Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Laiq Aajiz. Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے تو جو بھی ملا ہے عذاب کی صورت

لئیق عاجز

مجھے تو جو بھی ملا ہے عذاب کی صورت

مری حیات ہے اک تشنہ خواب کی صورت

ہواؤ دل کی طرف احتیاط سے جانا

وجود امن کا ہے قائم حباب کی صورت

ملامتیں غم و آلام فکر مایوسی

یہ زندگی ہے شکستہ کتاب کی صورت

خود اپنی کرگسی فطرت سے ہو گئے رسوا

وگرنہ تم بھی اٹھے تھے عقاب کی صورت

کبھی فلک تو سمندر کبھی اٹھا لایا

پسند دونوں کو ہے آفتاب کی صورت

شگفتگی کی جگہ جھریوں نے لے لی ہے

ہمارا چہرہ تھا عاجزؔ گلاب کی صورت

لئیق عاجز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat

Laiq Aajiz

mujhe to jo bhi mila hai azab ki surat
meri hayat hai ek tishna KHwab ki surat

hawao dil ki taraf ehtiyat se jaana
wajud amn ka hai qaem hubab ki surat

malamaten gham-o-alam fikr mayusi
ye zindagi hai shikasta kitab ki surat

KHud apni kargasi fitrat se ho gae ruswa
wagarna tum bhi uThe the uqab ki surat

kabhi falak to samundar kabhi uTha laya
pasand donon ko hai aaftab ki surat

shaguftagi ki jagah jhurriyon ne le li hai
hamara chehra tha 'ajiz' gulab ki surat

(607) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat written by Laiq Aajiz at UrduPoint. Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat is one of the masterpieces written by Laiq Aajiz. You can also find the complete poetry collection of Laiq Aajiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Laiq Aajiz' above.

Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe To Jo Bhi Mila Hai Azab Ki Surat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.