Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna, Urdu Ghazal By Laiq Aajiz

Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Laiq Aajiz. Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صبا یہ بارگہہ حسن میں خبر کرنا

لئیق عاجز

صبا یہ بارگہہ حسن میں خبر کرنا

اسے تو چاہئے ذروں کو بھی قمر کرنا

میں چاہتا ہوں تعلق کے درمیاں پردہ

وہ چاہتا ہے مرے حال پر نظر کرنا

مرے خدا مری دنیا ہی ختم کر دینا

اگر دعاؤں کو میری تو بے اثر کرنا

یہ دیکھ لینا محلے کے لوگ کیسے ہیں

پھر اس کے بعد ہی تعمیر اپنا گھر کرنا

تمہارا کام ہے کیچڑ اچھالنا لیکن

ہمارے ظرف میں شامل ہے درگزر کرنا

مری حیات سے ہے پیار اس لیے عاجزؔ

وہ چاہتا ہے مری عمر مختصر کرنا

لئیق عاجز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna

Laiq Aajiz

saba ye bargah-e-husn mein KHabar karna
use to chahiye zarron ko bhi qamar karna

mein chahta hun talluq ke darmiyan parda
wo chahta hai mere haal par nazar karna

mere KHuda meri duniya hi KHatm kar dena
agar duaon ko meri tu be-asar karna

ye dekh lena mohalle ke log kaise hain
phir is ke baad hi tamir apna ghar karna

tumhaara kaam hai kichaD uchhaalna lekin
hamare zarf mein shamil hai darguzar karna

meri hayat se hai pyar is liye 'ajiz'
wo chahta hai meri umr muKHtasar karna

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna written by Laiq Aajiz at UrduPoint. Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna is one of the masterpieces written by Laiq Aajiz. You can also find the complete poetry collection of Laiq Aajiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Laiq Aajiz' above.

Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Saba Ye Bargah-e-husn Mein KHabar Karna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.