Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi, Urdu Ghazal By Lutf Ur Rahman

Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Lutf Ur Rahman. Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے لفظوں میں کہ ہر چند عیاں ہوں میں بھی

لطف الرحمن

اپنے لفظوں میں کہ ہر چند عیاں ہوں میں بھی

بن کے زخموں کی کسک خود میں نہاں ہوں میں بھی

تیرے آغاز سے انجام ہے روشن میرا

برگ آوارہ کوئی خاک رواں ہوں میں بھی

معتبر اب تو بنا اے نگۂ ناز مجھے

اس بھرے شہر میں بے نام و نشاں ہوں میں بھی

وضع داری کا خریدار کہیں سے لاؤ

اپنی تہذیب کی اٹھتی سی دکاں ہوں میں بھی

تیرے خوابوں سے ہے آباد خرابہ میرا

تیری یادوں میں کراں تا بہ کراں ہوں میں بھی

لطف الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi

Lutf Ur Rahman

apne lafzon mein ki har chand ayan hun main bhi
ban ke zaKHmon ki kasak KHud mein nihan hun main bhi

tere aaghaz se anjam hai raushan mera
barg-e-awara koi KHak-e-rawan hun main bhi

mo'tabar ab to bana ai nigah-e-naz mujhe
is bhare shahr mein benam-o-nishan hun main bhi

waza-dari ka KHaridar kahin se lao
apni tahzib ki uThti si dukan hun main bhi

tere KHwabon se hai aabaad KHaraba mera
teri yaadon mein karan-ta-ba-karan hun main bhi

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi written by Lutf Ur Rahman at UrduPoint. Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi is one of the masterpieces written by Lutf Ur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Lutf Ur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Lutf Ur Rahman' above.

Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Lafzon Mein Ki Har Chand Ayan Hun Main Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.