Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai, Urdu Ghazal By M J Khalid

Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, M J Khalid. Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شعور زندہ ہے میرا نظر سلامت ہے

ایم جے خالد

شعور زندہ ہے میرا نظر سلامت ہے

تری دعا کا ابھی تک اثر سلامت ہے

مرے پڑوس میں کچھ سنگ دل تو ہیں لیکن

ابھی تلک مرے شیشے کا گھر سلامت ہے

یہ کم نہیں ہے مری فکر معتبر کے لئے

قدم قدم یہی رقص شرر سلامت ہے

جہاں کو فخر ہے تمغوں کی جگمگاہٹ پر

مجھے ہے ناز کہ میرا ہنر سلامت ہے

مخالفوں کی ہے شاید کوئی نئی سازش

کہ میرے شانوں پہ میرا یہ سر سلامت ہے

ایم جے خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai

M J Khalid

shuur zinda hai mera nazar salamat hai
teri dua ka abhi tak asar salamat hai

mere paDos mein kuchh sang-dil to hain lekin
abhi talak mere shishe ka ghar salamat he

ye kam nahin hai meri fikr-e-mo'atabar ke liye
qadam qadam yahi raqs-e-sharar salamat hai

jahan ko faKHr hai tamghon ki jagmagahaT par
mujhe hai naz ki mera hunar salamat hai

muKHalifon ki hai shayad koi nai sazish
ki mere shanon pe mera ye sar salamat hai

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai written by M J Khalid at UrduPoint. Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai is one of the masterpieces written by M J Khalid. You can also find the complete poetry collection of M J Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of M J Khalid' above.

Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shuur Zinda Hai Mera Nazar Salamat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.