Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai, Urdu Ghazal By M Usman Shakir

Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, M Usman Shakir. Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے ہجر پھیلا ہوا اور روشنی کم ہے

محمد عثمان شاکر

ہے ہجر پھیلا ہوا اور روشنی کم ہے

محبتوں کے لیے ایک زندگی کم ہے

ترا وصال علامت ہے میرے جینے کی

اور اب کے جینے کی امید اور بھی کم ہے

نہ وہ فراق نہ نفرت نہ انتہائے غم

مری حیات میں ہر ایک تیرگی کم ہے

تم اپنی نیم سی آنکھوں سے ہی پلا ڈالو

مرے لبوں پہ پیالوں کی تشنگی کم ہے

مرے مزاج سے ملتا نہیں ہے تیرا مزاج

ترے مزاج میں شاید کہ عاشقی کم ہے

عجیب بدلا ہوا لگ رہا ہے وہ شاکرؔ

اور اس کے لہجے میں بھی اب کہ بے رخی کم ہے

محمد عثمان شاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai

M Usman Shakir

hai hijr phaila hua aur raushni kam hai
mohabbaton ke liye ek zindagi kam hai

tera visal alamat hai mere jine ki
aur ab ke jine ki ummid aur bhi kam hai

na wo firaq na nafrat na intiha-e-gham
meri hayat mein har ek tirgi kam hai

tum apni nim si aankhon se hi pila Dalo
mere labon pe piyalon ki tishnagi kam hai

mere mizaj se milta nahin hai tera mizaj
tere mizaj mein shayad ki aashiqi kam hai

ajib badla hua lag raha hai wo 'shakir'
aur us ke lahje mein bhi ab ki be-ruKHi kam hai

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai written by M Usman Shakir at UrduPoint. Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai is one of the masterpieces written by M Usman Shakir. You can also find the complete poetry collection of M Usman Shakir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of M Usman Shakir' above.

Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Hijr Phaila Hua Aur Raushni Kam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.