Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki, Urdu By Machis Lakhnavi

Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki is a famous Urdu written by a famous poet, Machis Lakhnavi. Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki comes under the Love, Sad, Social category of Urdu . You can read Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیسے اسلام میں ہے رسم مسلمانی کی

ماچس لکھنوی

جیسے اسلام میں ہے رسم مسلمانی کی

ویسے ہی عشق میں ہے چاک گریبانی کی

گت یہی خون کی ہوتی ہے جو ہے پانی کی

رت بدل جاتی ہے جب فطرت انسانی کی

حشر میں ہو گئی صحت مرض عصیاں سے

ایک خوراک دوا پی کے پشیمانی کی

سوکھ کر ہو چکا ہے زرد مریض غم ہجر

فصل اب کٹنے ہی والی ہے پریشانی کی

دونوں درخواستیں اس شوخ نے خارج کر دیں

پہلے تو وصل کی اور پھر نظر ثانی کی

زندگی کاٹ دی جل جل کے جہاں میں ماچسؔ

واقعی تو نے بڑی عشق میں قربانی کی

ماچس لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki

Machis Lakhnavi

jaise islam mein hai rasm musalmani ki
waise hi ishq mein hai chaak-garebani ki

gat yahi KHun ki hoti hai jo hai pani ki
rut badal jati hai jab fitrat-e-insani ki

hashr mein ho gai sehhat maraz-e-isyan se
ek KHurak dawa pi ke pashemani ki

sukh kar ho chuka hai zard mariz-e-gham-e-hijr
fasl ab kaTne hi wali hai pareshani ki

donon darKHwasten us shoKH ne KHarij kar din
pahle to wasl ki aur phir nazar-e-sani ki

zindagi kaT di jal jal ke jahan mein 'machis'
waqai tu ne baDi ishq mein qurbani ki

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki written by Machis Lakhnavi at UrduPoint. Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki is one of the masterpieces written by Machis Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Machis Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Machis Lakhnavi' above.

Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki is a widely read Urdu . If you like Jaise Islam Mein Hai Rasm Musalmani Ki, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.