Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta, Urdu Ghazal By Madhosh Bilgrami

Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Madhosh Bilgrami. Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر ہے پھر بھی نظاروں میں جی نہیں لگتا

مدہوش بلگرامی

نظر ہے پھر بھی نظاروں میں جی نہیں لگتا

اداس دل ہے بہاروں میں جی نہیں لگتا

مکاں ہے باغ ہے مہماں ہیں دھوم ہے باہر

میرا مزاج ہزاروں میں جی نہیں لگتا

نہ وہ فضا ہے نہ وہ رنگ نہ وہ تصویریں

وہ کل کے پیارے دیاروں میں جی نہیں لگتا

یہ راہ گیروں کے چہرے عزیز لگتے ہیں

مدہوشؔ اب ہمیں یاروں میں جی نہیں لگتا

مدہوش بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta

Madhosh Bilgrami

nazar hai phir bhi nazaron mein ji nahin lagta
udas dil hai bahaaron mein ji nahin lagta

makan hai bagh hai mehman hain dhum hai bahar
mera mizaj hazaron mein ji nahin lagta

na wo faza hai na wo rang na wo taswiren
wo kal ke pyare dayaron mein ji nahin lagta

ye rah-giron ke chehre aziz lagte hain
'madhosh' ab hamein yaron mein ji nahin lagta

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta written by Madhosh Bilgrami at UrduPoint. Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta is one of the masterpieces written by Madhosh Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Madhosh Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Madhosh Bilgrami' above.

Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Hai Phir Bhi Nazaron Mein Ji Nahin Lagta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.