Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain, Urdu Ghazal By Madhosh Bilgrami

Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Madhosh Bilgrami. Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسن کے پیار کے سکھ دکھ کے ترانے گم ہیں

مدہوش بلگرامی

حسن کے پیار کے سکھ دکھ کے ترانے گم ہیں

وقت کی گود میں کیا کیا نہ خزانے گم ہیں

دور تک غم کا دھواں ایک بھیانک سا سماں

اب رکیں بھی تو کہاں سارے ٹھکانے گم ہیں

کس کو معلوم ہے تاریخ کے تہہ خانوں میں

کتنے خوابوں کے جہاں کتنے زمانے گم ہیں

کوئی مے خانہ رہا نہ کوئی ویرانہ رہا

دو ہی بس اپنے ٹھکانے تھے ٹھکانے گم ہیں

ساز بھی روٹھ گئے تار بھی سب ٹوٹ گئے

بحر خاموش میں مدہوشؔ ترانے گم ہیں

مدہوش بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain

Madhosh Bilgrami

husn ke pyar ke sukh dukh ke tarane gum hain
waqt ki god mein kya kya na KHazane gum hain

dur tak gham ka dhuan ek bhayanak sa saman
ab ruken bhi to kahan sare Thikane gum hain

kis ko malum hai tariKH ke tah-KHanon mein
kitne KHwabon ke jahan kitne zamane gum hain

koi mai-KHana raha na koi virana raha
do hi bas apne Thikane the Thikane gum hain

saz bhi ruTh gae tar bhi sab TuT gae
bahr-e-KHamosh mein 'madhosh' tarane gum hain

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain written by Madhosh Bilgrami at UrduPoint. Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain is one of the masterpieces written by Madhosh Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Madhosh Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Madhosh Bilgrami' above.

Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn Ke Pyar Ke Sukh Dukh Ke Tarane Gum Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.