Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha, Urdu Ghazal By Madhosh Bilgrami

Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Madhosh Bilgrami. Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر رہے ہیں یہاں وہاں تنہا

مدہوش بلگرامی

پھر رہے ہیں یہاں وہاں تنہا

آج لگتا ہے یہ جہاں تنہا

گھر میں بازار میں ہزاروں میں

قید ہیں ہم کہاں کہاں تنہا

ڈھل گئی رات بجھ گئیں شمعیں

رہ گئے ہم بھی نوحہ خواں تنہا

میری آہٹ کا میری سانسوں کا

منتظر ہے میرا مکاں تنہا

سونی سونی سی اجنبی راہیں

آرزوؤں کا کارواں تنہا

چاند تاروں کی بھیڑ میں مدہوشؔ

رو رہا ہے اک آسماں تنہا

مدہوش بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha

Madhosh Bilgrami

phir rahe hain yahan wahan tanha
aaj lagta hai ye jahan tanha

ghar mein bazar mein hazaron mein
qaid hain hum kahan kahan tanha

Dhal gai raat bujh gain shamen
rah gae hum bhi nauha-KHwan tanha

meri aahaT ka meri sanson ka
muntazir hai mera makan tanha

suni suni si ajnabi rahen
aarzuon ka karwan tanha

chand taron ki bhiD mein 'madhosh'
ro raha hai ek aasman tanha

(569) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha written by Madhosh Bilgrami at UrduPoint. Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha is one of the masterpieces written by Madhosh Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Madhosh Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Madhosh Bilgrami' above.

Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Rahe Hain Yahan Wahan Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.