Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz, Urdu Ghazal By Mah Laqa Chanda

Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mah Laqa Chanda. Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہے رقیب سے باہم وہ سیم بر محظوظ

ماہ لقا چندا

رہے رقیب سے باہم وہ سیم بر محظوظ

ہوا نہ آہ کا اپنے کبھی اثر محظوظ

دریغ چشم کرم سے نہ رکھ کہ اے ظالم

کرے ہے دل کو مرے تیری یک نظر محظوظ

نہ بار بار ہوس ہو نبات کی مجھ کو

رکھے جو ایک ہی بوسہ میں لب شکر محظوظ

تماشہ ایک خدائی کا ہم دکھاتے ہیں

تو کیجئے بندہ نوازی ہوئے ہو مگر محظوظ

یہی دعا ہے کہ چنداؔ کا دل علی ولی

تیرے کرم سے رہے شام اور سحر محظوظ

ماہ لقا چندا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz

Mah Laqa Chanda

rahe raqib se baham wo sim-bar mahzuz
hua na aah ka apne kabhi asar mahzuz

daregh chashm-e-karam se na rakh ki ai zalim
kare hai dil ko mere teri yak nazar mahzuz

na bar bar hawas ho nabaat ki mujh ko
rakhe jo ek hi bosa mein lab-e-shakar mahzuz

tamasha ek KHudai ka hum dikhate hain
to kijiye banda-nawazi hue ho magar mahzuz

yahi dua hai ki 'chanda' ka dil ali wali
tere karam se rahe sham aur sahar mahzuz

(540) ووٹ وصول ہوئے

You can read Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz written by Mah Laqa Chanda at UrduPoint. Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz is one of the masterpieces written by Mah Laqa Chanda. You can also find the complete poetry collection of Mah Laqa Chanda by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mah Laqa Chanda' above.

Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahe Raqib Se Baham Wo Sim-bar Mahzuz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.