Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz, Urdu Ghazal By Mah Laqa Chanda

Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mah Laqa Chanda. Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رکھتے ہیں میرے اشک سے یہ دیدۂ تر فیض

ماہ لقا چندا

رکھتے ہیں میرے اشک سے یہ دیدۂ تر فیض

دامن میں لیا اپنے ہے دریا نے گہر فیض

پر نور عجب کیا ہے کرے مجھ کو کرم سے

رکھتی ہے دو عالم پہ تری ایک نظر فیض

اک جام پہ بخشے ہے یہاں رتبہ جسم کو

کس کی نگہ مست سے رکھتا ہے خمر فیض

محروم نہیں کوئی ترے خوان کرم سے

ہے حصر خدائی کا ہی تجھ پہ مگر فیض

چنداؔ رہے پرتو سے ترے یا علی روشن

خورشید کو ہے در سے ترے شام و سحر فیض

ماہ لقا چندا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz

Mah Laqa Chanda

rakhte hain mere ashk se ye dida-e-tar faiz
daman mein liya apne hai dariya ne guhar faiz

pur-nur ajab kya hai kare mujh ko karam se
rakhti hai do aalam pe teri ek nazar faiz

ek jam pe baKHshe hai yahan rutba jism ko
kis ki nigah-e-mast se rakhta hai KHumar faiz

mahrum nahin koi tere KHwan-e-karam se
hai hasr KHudai ka hi tujh pe magar faiz

'chanda' rahe partaw se tere ya ali raushan
KHurshid ko hai dar se tere sham-o-sahar faiz

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz written by Mah Laqa Chanda at UrduPoint. Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz is one of the masterpieces written by Mah Laqa Chanda. You can also find the complete poetry collection of Mah Laqa Chanda by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mah Laqa Chanda' above.

Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye Dida-e-tar Faiz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.