Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai, Urdu Ghazal By Mahender Kumar Sani

Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahender Kumar Sani. Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسے ہم نے کبھی دیکھا نہیں ہے

مہندر کمار ثانی

اسے ہم نے کبھی دیکھا نہیں ہے

وہ ہم سے دور ہے ایسا نہیں ہے

یقیناً سوچتا ہوگا وہ مجھ کو

اسے میں نے ابھی سوچا نہیں ہے

جدھر جاتا ہوں دنیا ٹوکتی ہے

ادھر کا راستہ تیرا نہیں ہے

سفر آزاد ہونے کے لیے ہے

مجھے منزل کا کچھ دھوکا نہیں ہے

میں اپنی یاترا پر جا رہا ہوں

مجھے اب لوٹ کر آنا نہیں ہے

ہوئے آزاد جب جانا یہ ثانیؔ

مفر کا کوئی بھی رستہ نہیں ہے

مہندر کمار ثانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai

Mahender Kumar Sani

use hum ne kabhi dekha nahin hai
wo hum se dur hai aisa nahin hai

yaqinan sochta hoga wo mujh ko
use main ne abhi socha nahin hai

jidhar jata hun duniya Tokti hai
idhar ka rasta tera nahin hai

safar aazad hone ke liye hai
mujhe manzil ka kuchh dhoka nahin hai

main apni yatra par ja raha hun
mujhe ab lauT kar aana nahin hai

hue aazad jab jaana ye 'sani'
mafar ka koi bhi rasta nahin hai

(595) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai written by Mahender Kumar Sani at UrduPoint. Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai is one of the masterpieces written by Mahender Kumar Sani. You can also find the complete poetry collection of Mahender Kumar Sani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahender Kumar Sani' above.

Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Use Humne Kabhi Dekha Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.