Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak, Urdu Ghazal By Mahender Kumar Sani

Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahender Kumar Sani. Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صحرا سے ندی کے سفر میں رواں تھی خاک

مہندر کمار ثانی

صحرا سے ندی کے سفر میں رواں تھی خاک

یعنی اپنی اصل میں اک امکاں تھی خاک

ایسی تازہ کاری اس بوسیدہ ورق پر

میری شکل میں آنے سے پہلے کہاں تھی خاک

ہوا اڑائی اس نے اک اک عالم کی

یہ اس دور کی بات ہے جب کہ جواں تھی خاک

اک خوشبو کی زد میں تھا اس کا ہر رقص

اور اسی خوشبو کے لیے مکاں تھی خاک

اس میں جتنی گرہیں تھیں سب آب کی تھیں

ورنہ اپنے رنگ میں تو آساں تھی خاک

مہندر کمار ثانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak

Mahender Kumar Sani

sahra se naddi ke safar mein rawan thi KHak
yani apni asl mein ek imkan thi KHak

aisi taza-kari is bosida-waraq par
meri shakl mein aane se pahle kahan thi KHak

hawa uDai us ne ek ek aalam ki
ye us daur ki baat hai jab ki jawan thi KHak

ek KHushbu ki zad mein tha us ka har raqs
aur isi KHushbu ke liye makan thi KHak

us mein jitni girhen thin sab aab ki thin
warna apne rang mein to aasan thi KHak

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak written by Mahender Kumar Sani at UrduPoint. Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak is one of the masterpieces written by Mahender Kumar Sani. You can also find the complete poetry collection of Mahender Kumar Sani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahender Kumar Sani' above.

Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahra Se Naddi Ke Safar Mein Rawan Thi KHak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.