Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai, Urdu Ghazal By Mahfooz Asar

Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahfooz Asar. Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نمائشوں کا گزر کب رہ نجات میں ہے

محفوظ اثر

نمائشوں کا گزر کب رہ نجات میں ہے

عبادتوں کا مزہ تو اندھیری رات میں ہے

بڑھے جو تیرگیٔ شب تو اور میں چمکوں

چمک ستاروں کے جیسی ہی مری ذات میں ہے

بچھڑنے والے کو میں اس لیے نہیں بھولا

وہ آ بھی سکتا ہے یہ بھی توقعات میں ہے

ہے اعتراف کہ تعریف کر رہے ہو تم

حسد کا پہلو بھی لیکن تمہاری بات میں ہے

ڈبوئے گا ہمیں سیل ستم اثرؔ کیسے

زمانے بھر کی دعا تو ہمارے ساتھ میں ہے

محفوظ اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai

Mahfooz Asar

numaishon ka guzar kab rah-e-najat mein hai
ibaadaton ka maza to andheri raat mein hai

baDhe jo tirgi-e-shab to aur main chamkun
chamak sitaron ke jaisi hi meri zat mein hai

bichhaDne wale ko main is liye nahin bhula
wo aa bhi sakta hai ye bhi tawaqquat mein hai

hai e'tiraf ki tarif kar rahe ho tum
hasad ka pahlu bhi lekin tumhaari baat mein hai

Duboega hamein sail-e-sitam 'asar' kaise
zamane bhar ki dua to hamare sath mein hai

(475) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai written by Mahfooz Asar at UrduPoint. Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai is one of the masterpieces written by Mahfooz Asar. You can also find the complete poetry collection of Mahfooz Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahfooz Asar' above.

Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Numaishon Ka Guzar Kab Rah-e-najat Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.