Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain, Urdu Ghazal By Mahmood Aamir

Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Aamir. Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھین کر خواب مرے میری طلب پوچھتے ہیں

محمود عامر

چھین کر خواب مرے میری طلب پوچھتے ہیں

رات بھر نیند نہ آنے کا سبب پوچھتے ہیں

بارشیں آنکھ کی معیوب نہ ہوتی ہوں کہیں

عشق کا چل کسی اجڑے سے ادب پوچھتے ہیں

تیرہ راتوں میں بھلا کیسے جیا جاتا ہے

میرے قاتل بھی تو اب مجھ سے یہ ڈھب پوچھتے ہیں

اپنے شجرے کو بھی ہم راہ لیے چل رسماً

جنگ سے قبل یہاں نام و نسب پوچھتے ہیں

چارہ سازوں نے تو اب سمت بدل لی عامرؔ

آؤ بازار میں بکتے ہوئے لب پوچھتے ہیں

محمود عامر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain

Mahmood Aamir

chhin kar KHwab mere meri talab puchhte hain
raat bhar nind na aane ka sabab puchhte hain

barishen aankh ki mayub na hoti hon kahin
ishq ka chal kisi ujDe se adab puchhte hain

tira-raaton mein bhala kaise jiya jata hai
mere qatil bhi to ab mujh se ye Dhab puchhte hain

apne shajre ko bhi hamrah liye chal rasman
jang se qabl yahan nam-o-nasab puchhte hain

chaarasazon ne to ab samt badal li 'amir'
aao bazar mein bikte hue lab puchhte hain

(582) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain written by Mahmood Aamir at UrduPoint. Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain is one of the masterpieces written by Mahmood Aamir. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Aamir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Aamir' above.

Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chhin Kar KHwab Mere Meri Talab Puchhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.