Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se, Urdu Ghazal By Mahmood Rampuri

Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Rampuri. Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم چور نہیں ہیں نہ اٹھا تو ہمیں در سے

محمود رامپوری

ہم چور نہیں ہیں نہ اٹھا تو ہمیں در سے

کچھ بھاگ نہیں جائیں گے لے کر ترے گھر سے

کس طرح نکالوں ترے ناوک کو جگر سے

مہماں کو نکالا ہے کسی نے کہیں گھر سے

یہ دیکھتے جاتے ہیں کوئی دیکھ نہ پائے

آتے ہیں مرے گھر کو جو وہ غیر کے گھر سے

اول تو ترے کوچے میں جانے نہیں پاتا

اور جاتا ہے کوئی تو کفن باندھ کے سر سے

صحرا میں ہے یا کوہ میں ہے کچھ نہیں معلوم

محمودؔ کو مدت ہوئی نکلے ہوئے گھر سے

محمود رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se

Mahmood Rampuri

hum chor nahin hain na uTha tu hamein dar se
kuchh bhag nahin jaenge le kar tere ghar se

kis tarah nikalun tere nawak ko jigar se
mehman ko nikala hai kisi ne kahin ghar se

ye dekhte jate hain koi dekh na pae
aate hain mere ghar ko jo wo ghair ke ghar se

awwal to tere kuche mein jaane nahin pata
aur jata hai koi to kafan bandh ke sar se

sahra mein hai ya koh mein hai kuchh nahin malum
'mahmud' ko muddat hui nikle hue ghar se

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se written by Mahmood Rampuri at UrduPoint. Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se is one of the masterpieces written by Mahmood Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Rampuri' above.

Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Chor Nahin Hain Na UTha Tu Hamein Dar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.